Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDevar (1966)
HomeDevar (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim guzra zamaana bachpan ka haai re akele chhod ke jaana aur na aana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim wo khel wo saathi wo jhoole wo daud ke kehna aa chhoo le hum aaj talak bhi na bhoole hum aaj talak bhi na bhoole wo khaab suhaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim is ki sab ko pehchaan nahin is ki sab ko pehchaan nahin ye do din ka mehmaan nahin ye do din ka mehmaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin mushkil hai bahot aasaan nahin ye pyaar bhoolaana bachpan ka aaya hai mujhe phir yaad wo zaalim milkar roye fariyaad kare un beete dinon ki yaad kare ae kaash kahin mil jaaye koi ae kaash kahin mil jaaye koi jo meet puraana bachpan ka
baharon ne mera chaman loot kar khizaan ko ye ilzaam kyun de diya kisi ne chalo dushmani ki magar isse dosti naam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar main samjha nahin aye mere humnashin sazaa ye mili hai mujhe kis liye sazaa ye mili hai mujhe kis liye ke saathi ne lab se mere chheen kar kisi aur ko jaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar mujhe kya pata tha kabhi ishq mein rakeebon ko kaasid banaate nahin rakeebon ko kaasid banaate nahin khataa ho gayee mujhse kaasid mere tere haath paigaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar khudaya yahan tere insaaf ke bahut maine charche sune hain magar bahut maine charche sune hain magar sazaa ki jagah ik khatavaar ko bhala tune inaam kyun de diyaa baharon ne mera chaman loot kar
duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare saath hai maajhi to kinaara bhi kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare preet deewani ki kahaani bhi ajeeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai barkhaa ki root ho yaa din hon bahaar ke lagte hain sune sune bin tere pyaar ke tu hai to zindagi ko zindagi naseeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai
hoye ruthe saiyaan haaye ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum jhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi koi unki bhi haaye raaaaam koi unki bhi yunhi neendiya loote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana laagi toote naa haaye raam laagi toote naa chaahe duniyaa chhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se wo naa maane haaye raaaam wo naa maane kisi ka chahe dil toote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum
kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne zulf labon ko choom rahi thi ek ghata si jhoom rahi thi panghat se yun chali aa rahi thi wo ithlaate huye lehraate huye tarsaate huye dil se nikli haaye mujhe jab dekha naina jhukaaye gulon ki daali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne hoye kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne chaand si gori shokh haseena haaye mushkil kar gayi marna jeena ek jhalak mein hua haal ye ke main deewana bana mastana bana parwana bana main kho baitha hosh mujhe kar daala yun madhosh nashen ki pyaali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kajal waale nain mila ke kar daala bechain kisi matwali ne are re re loot liya re jhanjhar wali ne kal sapne mein phir aayi thi hum dono the tanhaayi thi ghunghat mein haaye chhupi jaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaya Hai Mujhe Phir Yaad Devar (1966) 03:15 13052
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 13052   

Baharon Ne Mera Chaman Loot Kar Devar (1966) 03:32 13053
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13053   

Duniyaan Mein Aisa Devar (1966) 03:20 13057
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Fareeda
Duration : 03:20   Song Number : 13057   

Haaye Ruthe Saiyaan Devar (1966) 03:37 13056
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Bela Bose
Duration : 03:37   Song Number : 13056   

Kajal Waale Nain Mila Devar (1966) 03:47 13058
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13058